✯✰✮
✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮
*Bismillahirrahmanirrahim*
✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮
*✧ Aqaaid ✧*
*❆ Part - 59 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅
*✾ Sawaal Jawaab ✾*
*❧ Sawaal :* "Qur'aan-e-Majeed" kis Nabi par naazil huwa?
*❧ Jawaab :* Qur'aan-e-Majeed hamaare Nabi Hazrat Muhammad ﷺ par naazil huwa.
📓[Sura-e-Dahal: 23]
*❧ Sawaal :* "Saheefe" kin paigambaron par naazil huwe?
*❧ Jawaab :* Saheefe Hazrat Shees Alaihissalam, Hazrat Idrees Alaihissalam, Hazrat Ibrahim Alaihissalam aur un ke alaawa doosre paigambaron par naazil huwe.
📓[Saheeh Ibn-e-Hibbaan: 361]
*❧ Sawaal :* Sab se aakhir mein kaunsi kitaab naazil hui?
*❧ Jawaab :* Sab se aakhir mein Qur'aan-e-Majeed naazil huwa.
📓[Tafseer Bahrul Uloom: 1/586]
*❧ Sawaal :* Kya Quraan-e-Majeed mein koi tabdeeli ho sakti hai?
*❧ Jawaab :* Qur'aan-e-Majeed mein koi tabdeeli nahin ho sakti.
📓[Sura-e-An'aam: 115]
*[[..Next - 60, Soon In sha Allah..]]*
*✍🏻 Ref: Deeniyat Course book*
https://T.me/IslamicMsgOfficial
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅
Post Top Ad
Your Ad Spot
Friday, December 9, 2022
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot