💫💫💫
*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*
*💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
*Post No (09)*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
*✿●•· Musalmaan Mard Ka Ghair Muslim Ladki Se Shadi Karna*
✦ Kisi Musalmaan Mard ke Ghair Muslim Aurat Se Nikah karne ki Chand Surtain hain
✦ 1. Agar Wo Ghair Muslim Aurat Musalmaan ho jaaye to Usse Nikah karna bila shuba jaiz hai.
✦ 2. Agar Wo Ghair Muslim Aurat Ahle Kitab (Yahi Yahudi Ya isai Mazhab ki ho) ho to Usse nikah karna Makrooh hai, kyunke Mojuda Zamane me unke Sath Budobaash ki Surat Me Apne Ya Apne Baccho ke Deen Aur Unke Islami Riwayat ko bachana Mushkil hai.
✦ 3. Agar Woh Ghair Muslim Aurat Kisi Aasmani Deen ko Manne wali nahi, Balke Dohriya/ Mushrika hai to Usse Nikah karna Jaiz nahi hai.
*📚 Fatawa Hindiya 281/1*
*NEXT PART (10) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧
Post Top Ad
Your Ad Spot
Tuesday, January 3, 2023
AHKAAM UN NIKAAH Post No (09)
Tags
# AHKAAM UN NIKAAH
AHKAAM UN NIKAAH
Tags:
AHKAAM UN NIKAAH
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot