AHKAAM UN NIKAAH Post No (12) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

السبت، 7 يناير 2023

AHKAAM UN NIKAAH Post No (12)

💫💫💫

     *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

          *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
     ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                     *Post No (12)*
     ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Gawaho Ka Online Nikah Sunne Se Nikah Ka Hukm*

✦ Wazeh rahe ke Shariyate Mutahharah Me Jis Tarah Nikah ko Sahi hone ke liye ijaab o qubool ki Majlis ka Ek hona Aur Usme Janibain me se Dono ka khud Mojud hona Ya Unke Wakil ka Mojud hona Zaruri hai, Isi Tarah Majlise Nikah me Dono Gawaho ka Ek sath Mojud hona Aur Dono Gawaho ka Usi Majlis me Nikah ke ijaab o qubool ke Alfaaz ka Sunna bhi Shart hai.

✦ Lihaza Agar kisi Majlis me Aaqidain to Mojud ho, Lekin Gawahan Mojud na ho, Balke Gawahan Nikah ki Karawayi ko Online Sun rahe ho, To is Tarah karne se Nikah Mun'aqid nahi hoga.

*📚 Durre Mukhtaar Ma'a Raddul Mukhtar 23/3*

*NEXT PART (13) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot