AHKAAM UN NIKAAH Post No (13) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

السبت، 7 يناير 2023

AHKAAM UN NIKAAH Post No (13)

💫💫💫

   *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

        *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                  *Post No (13)*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Kisi Aurat Se Galat Ta'aluqat Ke Baad Uski Behan Se Nikah Ka Hukm*

✦ Na Mehram Se Ta'aluqat Rakhna Aur Shar'ee Zarurat ke Baghair Baat Cheet karna ya Hasi Mazaq Wagera karna Shar'an na Jaiz Aur Haram hai, Lihaza Us Se ijtinaab Zaruri hai. Aur Hone ki Surat me Tauba Wa Astaghfaar bhi Zaruri hai. Taaham Aisa karne se Uski Dusri behan se Nikah jaiz hai, Wo haram nahi hui.

*📚 Durre Mukhtaar Ma'a Raddul Mukhtar 34/4*

*NEXT PART (14) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═─────────────────═━
🫧🫧🫧

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot