AHKAAM UN NIKAAH Post No (14) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأحد، 8 يناير 2023

AHKAAM UN NIKAAH Post No (14)

💫💫💫

   *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

        *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                  *Post No (14)*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Dusri Shadi Ke Liye Pehli Biwi Se Ijazat Lene Ka Hukm*

✦ Bayak Waqt Ek se Zyada (char tak) Shadiyo ke liye Shar'an itni baat Zaruri hai ke Shadi Karne wala tamam Biwiyo ke Jismani wa Mali Huqooq Ada karne Aur Unke Darmiyan Wajib Huqooq me Barabri par Qudrat rakhta ho. Pehli Biwi ya Kisi se Ijazat lena ya Use ittila Dena Shar'an Zaruri nahi hai. Ta ham behtar Ye hai ke Pehli Biwi ko Razamand karke Dusri Shadi kare take Aaindah ki Zindagi me Sukoon Aur itminaan mile Aur Dusri Shadi ka Maqsad Puri tarah hasil ho.

📚 Surah Nisa Ayat 3

  *NEXT PART (15) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot