AHKAAM UN NIKAAH Post No (30) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأربعاء، 25 يناير 2023

AHKAAM UN NIKAAH Post No (30)

💫💫💫

   *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

        *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                  *Post No (30)*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Biwi Agar Hambistari Se Inkaar Kare To Kya Hukm Hai*

✦ Shohar ki Jismani Zarurat wa Khwahishat ki Takmil Biwi par lazim hai, Shar'ee Uzar (Jaise Ayyame Haiz, Bimari ya Shohar ka Hadde Aitadaal se Zayada hambistari hona Jiski Biwi me Taqat na ho, Ya Shohar ki Janib se Taskeene Shahwat ke liye Ghair Fitri Rasta ikhtiyaar karna) Ke bagair taskeene Shahwat se Shohar ko Rokna Biwi ke liye Shar'an Jaiz nahi hai, Ahadis me Aisi Biwi ke liye Sakht Waeedaat Aayi hain. Apne Amal par Mazkurah Khatun ko tauba karna chahiye. Agar Mazkurah Biwi me Shohar ki Jismani Khawishat Puri karne ki Himmat nahi hai Aur Musalsal inkaar karti rahti hai, Neez Shohar Ek se Zaid Biwiyo ke Darmiyaan Adal o insaaf ke Saath Mali Huqooq ada karne ki Taqat bhi Rakhta hai, To Uske liye Apni Jaiz hajat ko pura karne ke liye Ek aur Nikah ki ijazat hogi.

*📚 Fatawa Jamiyah Banuri Taaun Karachi 144203201384*

  *NEXT PART (31) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot