تراویح کے مسائل
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
ﺴــــــــــــــوال نمبر:۳
فرض نماز اور تراویح میں نابالغ کی امامت کا کیا حکم ہے؟
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️️
جواب
فرض نماز اور تراویح میں بھی نابالغ بچے کی امامت جائز نہیں ہے،اِسی پر فتویٰ ہے۔
(فتاوی دارالعلوم:۳؍۸۹، فتاوی محمودیہ:۶؍۳۱۱، شامی زکریا:۲؍۳۲۱ بحوالہ کتاب المسائل:۱؍۳۸۳، ۴۸۹)
فقط واللہ سبحانہ وتعالیٰ اعلم
مفتی محمد بلال یوسف شیخ باندرہ ممبئی
----------------------------------------- ️
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
SAWAAL NO. 3
Farz Namaaz Aur Taraaweeh Mein Naa Baaligh Ki Imaamat Ka Kya Hukm Hai?
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️
JAWAAB :
Farz Namaaz Aur Taraaweeh Mein Bhi Naa Baaligh Bachche Ki Imaamat Jaaiz Nahin Hai, Isi Par Fatwa Hai.
[Fataawa Dar-ul-Uloom:3/89, Fataawa Mahmoodiyah:6/311, Shaami Zakarya: 2/321 Bahawaalah Kitaab-ul-Masaail:1/383,489]
Faqat Wallahu Subhaanahu Wa Ta'ala A'lam
Mufti Muhammad Bilal Yusuf Shaikh Bandra Mumbai
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
Post Top Ad
Your Ad Spot
الجمعة، 31 مارس 2023
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail SAWAAL NO. 3
Tags
# Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot