رمضان المبارک کے مسائل
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
ﺴــــــــــــــوال نمبر:۲۲
بغیر سحری کے روزہ ہو سکتا ہے ؟
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️️
جواب
بغیر سحری کے روزہ ہوجاتا ہے ، البتہ سحری کھانا سنت ہے ، اگر خواہش نہ ہو تب بھی پانی پی کر یا کچھ تھوڑا کھا کر سنت ادا کرلے۔
(شامی:۲/۴۱۹)
فقط واللہ سبحانہ وتعالیٰ اعلم
مفتی محمد بلال یوسف شیخ باندرہ ممبئی
----------------------------------------- ️
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
SAWAAL NO. 22
Baghair Sehri Ke Rozah Ho Sakta Hai?
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️
JAWAAB :
Baghair Sehri Ke Rozah Ho Jaata Hai, Albattah Sehri Khaana Sunnat Hai, Agar Khwaahish Na Ho Tab Bhi Paani Pee Kar Yaa Kuch Thoda Kha Kar Sunnat Ada Kar Le.
(Shaami:2/419)
Faqat Wallahu Subhaanahu Wa Ta'ala A'lam
Mufti Muhammad Bilal Yusuf Shaikh Bandra Mumbai
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
Post Top Ad
Your Ad Spot
الثلاثاء، 4 أبريل 2023
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail SAWAAL NO. 22
Tags
# Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot