╭ *🕌﷽🕌* ╮
╭┅━┅━┅━────━┅━┅━┅╮
*▓ R A M Z A N - M A S A 'I L ▓*
╰┅━┅━┅━────━┅━┅━┅╯
*PART— 17*
*❂ RAMZAN KI AAKHRI RAAT , ❂*
▦══─────────────══▦
*★_ Ramzan me Tauba istagfaar kasrat se Kare'n khaas Tor per ”Lailatul Jayza” Yani Aakhri RamZan ki Raat,*
*⇨ Eid ki tayyariyo aur fizool kaamo ke bajaye ibaadat me guzaro, iski badi fazilate Waarid hui hai'n,*
*❂_Eid ul Fitar ki Shab me ibaadat karna mustahab hai, Jesa k Hadees Paak me Guzra hai k Huzoore Akram Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya:-*
*” _ Ramzan ke Mutalliq Meri Ummat ko Khaas Tor per 5 Cheeze di gayi hai'n, Jo Pehli ummato ko nahi mili – jinme ek ye hai k Ramzan ki Aakhri Raat me Rozadaro ki Magfirat kar di jati hai,*
*"_ Sahaba Kiraam Raziyallahu Anhum ne arz kiya,:-” kya ye Shabe Magfirat Shabe Qadar hi to nahi,?”*
*"_Aap Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya- ” nahi ! balki dastoor Ye hai k Mazdoor ka kaam khatm hote hi uski mazdoori de di jati hai,”*
*®Musnad Ahmad, Bayhqi,*
*⚀•RєԲ:➻┐Tohfa e Ramzan Mubarak, 65,*
*╟❥ Alhamdulillah Mukammal Hue ◆*
┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
⚂⚂⚂
Post Top Ad
Your Ad Spot
الاثنين، 3 أبريل 2023
RAMZAN - MASA'IL PART— 17
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot