✯✰✮
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*Bismillahirrahmanirrahim*
✦••••••••••••✦❁✦••••••••••••✦
*❖ AHKAAM UL TAHARAT ❖*
*❂ Part - 19 ❂*
✾•••••••••••••••✾✽✾•••••••••••••••✾
*·•●✿ Kulli Ke Bajaye Agar Pani Pee Gaya To Ghusal Hua Ya Nahin?*
Ghusal ke faraiz mein se ek Farz Mazmazah (kulli karna) bhi hai. Mazmazah ki Tareef Ye hai ke Munh ke Tamam Hisson Tak Pani Pahunch Jaaye, Lehaza Agar Kisi Shakhs ne Ghusal Mein Kulli to Nahin ki Albatta Pani Is Tariqe Se Pi Gaya ke Munh Mein Ghumaya Jis ki Wajha se Pani Munh ke tamam Hisson tak Pahunch Gaya to Mazmazah ka Taheqquq ho Gaya, Lehaza Ghusal bhi Sahi hua Aur Agar Ghumaya Nahin hai balke Sirf Zuban se lag kar Halaqq mein Chala gaya to Mazmazah ki Farziyat ka Taheqquq na hone ki Wajah se Ghusal Sahi Nahin hoga.
* MUFTI IRFAN ULLAH DARVESH*
* Hawala :*
*Al Muheetul burhani 85/1*
*Halbi kabeer 50,*
*Al fatawa hindiyah 6/1,*
*Afzalul Tabeeq Al asri Ala Masail al Qudoori 116)*
*NEXT PART (20) IN'SHA ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
━═───────────────═━
Post Top Ad
Your Ad Spot
السبت، 29 أبريل 2023
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot