⚂⚂⚂.
▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁
✮┣ l ﺑِﺴْـــﻢِﷲِﺍﻟـﺮَّﺣـْﻤـَﻦِﺍلرَّﺣـِﻴﻢ ┫✮
⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙
*■ MOHSIN E INSANIYAT ﷺ ■*
⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙
★ *Part–154_* ★
*⚂_ TEHREEK KA NAYA DAUR _⚂* ─━━━════●■●════━━━─
*❥❥_Hawa Ki Lehre Ye ittela bhi Kisi na kisi Tarah le aayi'n k Muhammad ﷺ Makka se Nikal chuke hai'n aur Hijrat Ke Marahil Tay kar rahe hai'n, Is Khabar Per Madina me ishtiyaq ke Jazbaat iztiraab ki had ko pahu'nch gaye ho'nge, intezar Ki Be chainiya'n Zor pakad gayi ho'ngi,*
*"❀_ Socho k har Taraf kya Charche ho'nge? Kya istadsaraat hua karte ho'nge? Kesi Guftgu me mehfilo ki Ronaq rehti ho'ngi? Jazbaat v Ahsasaat ka kya Aalam hoga, Mushrikeen Ka, Yahood Ka, Ansar ka, Musalmano Ka,*
*"❀_ Chhote Chhote Bachcho Ki Zubano per Yahi baat rehne lagi k Rasulullah ﷺ aa rahe hai'n, Rasulallah ﷺ aa rahe hai'n, Log Har Subeh gharo se nikalte aur Shehar se bahar jama ho kar intezar karte, Jab garma ka Suraj Ou'ncha ho jata aur Dhoop Qabile bardasht na rehti to Hasratzada ho kar lot jate,*
*❀"_ Yaume Qadumat ko bhi log isi tarah jama ho kar lot rahe they k Ek Yahoodi ne Qile per se dekha aur khush khabri sunayi k Ahle Yasrib Walo Tumhe Jis Buzurg ka intezar tha wo aa pahu'nche, Tamaam Shehar Takbiraat se goonj utha, log betabana Waar daude, Aksar Ansar khoob Hathiyar laga laga kar nikle,*
* Mohsin E Insaniyat- ﷺ, 205,* ┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━┵
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
⚂⚂⚂
Post Top Ad
Your Ad Spot
الجمعة، 5 مايو 2023
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot