- Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الخميس، 9 أبريل 2020

Aaj ka Sabaq




Shab e BaraAt kee Haqeeqat

Shab e BaraAt ka Maqsad e Asli ye hai ke Insaan es Raat :
1) Chhotey Gunaah ko Tavbaah se  MuAaf karwa le...
2) Badey-Kabeeraah Gunaah, Halaaq hone wale Gunaah aur ImaanGhaatak Gunaah ko Logon ka Haq ada karke ya Logon se MuAafee maangkar MuAaf karwa le...
3) Mavt tak kee Apnee aur Logon kee Zarurat-Haajaat ko DuAa, Salaat ul Hajaat ke Zareeye ALLAH se puree karwa le...

Nukta...Point....
Shab e BaraAt kee Fazilat 19/04/2019 kee Maghreeb se Pehley hee mAalum karle taake Dauraan e Shab e BaraAt uuskey Fazail mAalum karne mein Waqt kharch Naa ho...Saath hee 20/04/2019 ko Din mein Aaraam kar le taakey Aafiyat se Shab e BaraAt ka Faaydaah haasil ho sakey.... 


ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot