𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الثلاثاء، 12 مايو 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

*AORTON KE AETIKAF KE LIYE SHARAAIT*

AAJ KA SAWAL NO. 2097
1.
auraton ke i'tikaf ke liye kya kya cheezen shart hai.

2.
aurat pure room mein atikaf kar sakti hain?

3.
kitchen mein atikaf Kar ke unke kaam kar sakti hain?

JAWAB

حامدا و مصلیا مسلما

1.
Masnoon Aetikaf ke liye Roza rakhna shart hai.
auraton ke aetikaf ke liye haiz, nifas se paak Hona shart hai agar haiz aa jayega to aitikaf toot Jayega.lihaza ayyam Ka khayal rakhe.

2.
aurat apne ghar ke kisi kamre ko aetikaf ki jagah banaa sakti hai voh kamra uske liye masjid ka hukma rahega ya'ni us kamre se bila zaroorat bahar Na jaaye.

3.
agar kitchen bada hai to aurat kitchen ko bhi ki aetikaf ki jagah banaa sakti hai aur usmein baithe baithe kitchen ke zaroori kaam masalan sabzi kaatna wagairah Kar sakti hai, khana pakane se aetikaf Nahi tootega. lekin behtar yahi hai ya mu'takifa aurat ziyada waqt ibadat hi mein guzare, gharelu kaam mein Bila zarurat mashgul Na ho.

Mustafad az fatawa mahmoodiyah merath 15/334

kitabul masail 2/122


و الله اعلم بالصواب

*ISLAMI TAREEKH* :
18 RAMZANUL MUBARAK 1441 HIJRI

Mufti Imran Ismail Memon Hanafi

Ustaze Darul Uloom Rampura wa Secretry jamiate ulama Surat, Gujarat, India.

*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial

*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐚𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩_*
https://chat.whatsapp.com/D1sNmtY5vyPEjRNVERN4FG
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot