laya jaye,
★ 12- Aurat ka Aitkaaf ki haalat me bachcho ko doodh pilana,
★ 13- Moatkif ka apni nashishtgah ke ird gird chaadare lagana,
★ 14- Moatkif ka masjid me apni jagah badalna,
★ 15- Baqadre zarurat bistar, saabun, khane peene ke bartan, haath dhone ke bartan aur mutalaa ke liye deeni kitaabe masjid me rakhna,
✯—————————————✯
*✺ एतिकाफ की हालत में जायज़ काम ✺*
★_ १_ खाना पीना ( बशर्ते की मस्जिद को गंदा ना किया जाए)
२_ सोना
३_जरूरत की बात करना ।
४_अपना या दूसरे का निकाह या कोई और अक़्द करना।
५_ कपड़े बदलना ।
६_खुशबू लगाना ।
७_तेल लगाना ।
८_कंघी करना (बशर्ते की मस्जिद की चटाई और कालीन वगैरह खराब ना हो )
९_मस्जिद में किसी मरीज का मुआयना करना, नुस्खा लिखना या दवा देना। लेकिन यह काम बगैर उजरत के हो तो जायज़ है वरना मकरूह है ।
१०_बर्तन धोना ।
११_जरूरियाते जिंदगी के लिए खरीद फरोख्त करना बशर्ते कि सौदा मस्जिद में ना लाया जाए,
१२_औरत एतिकाफ की हालत में बच्चों को दूध पिलाना ।
१३_मौतकिफ का अपनी नशिस्तगाह के इर्द-गिर्द चादरे लगाना ।
१४_मौतकिफ का मस्जिद में अपनी जगह बदलना।
१५_ बाक़दरे जरूरत बिस्तर साबुन खाने पीने के बर्तन हाथ धोने के बर्तन और मुताले के लिए दीनी किताबें मस्जिद में रखना।
○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
*✷PART-10✷*
✯—————————————✯
*✺ Aitkaaf Ke Mamnuaat v Makroohaat✺*
★ 1- Bila zarurat baate karna,
★ 2- Aitkaaf ki haalat me fahash ya bekaar aur jhoote qisse kahaniya ya islam ke khilaf mazameen per mushtmil literature, Tasveer wale akhbaraat v Rasail ya akhbaar ki jhooti khabre masjid me lana, rakhna, padhna, Sunna,
★ 3- Zarurat se zyada samaan masjid me laakar bikher dena,
★ 4- Masjid me bijli, gais aur paani vagera ka beza istemal karna,
★ 5- Masjid me Cigarette, Bidi v Huqqa peena,
★ 6- Ujrat ke saath hajamat banana aur banwana,
⇨lekin agar kisi ko hajamat ki zarurat he aur bager ujrat ke banane wala mayassar na ho to esi soorat akhtyar ki ja sakti he k Hajamat banane wala masjid se bahar rahe aur Moatkif masjid ke andar,
✯—————————————✯
*✺ एतिकाफ के ममनूआत व मकरुहात ✺*
★_ १_ बिना जरूरत बातें करना।
२_एतिकाफ की हालत में फहश या बेकार और झूठे किस्से कहानियां या इस्लाम के खिलाफ मज़ामीन पर मुशतमिल लिटरेचर, तस्वीर वाले अखबारात व रसाइल या अखबार की झूठी खबरें मस्जिद में लाना रखना पढ़ना सुनना ।
३_जरूरत से ज्यादा सामान मस्जिद में लाकर बिखैर देना।
४_ मस्जिद में बिजली गैस और पानी वगैरह का बेजा इस्तेमाल करना।
५_मस्जिद में सिगरेट बीड़ी हुक्का पीना ।
६_उजरत के साथ हजामत बनाना और बनवाना । लेकिन अगर किसी को हजामत की जरूरत है और बगैर उजरत के बनाने वाला मयस्सर ना हो तो ऐसी सूरत अख्त्यार की जा सकती है कि हजामत बनाने वाला मस्जिद से बाहर रहे और मौतकिफ मस्जिद के अंदर।
○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
*✷PART-11✷*
✯—————————————✯
*✺ Mutafarrik ✺*
★ Ramzan ke Aakhri 10 din ka aitkaaf sunnate kifaya he,⇨ agar mohalle ke kuchh log is sunnat ko Ada kare to masjid ka haq Jo ahle mohalla per laaZim he Ada ho jayega, aur agar masjid khali rahi aur koi shakhs bhi aitkaaf me na betha to sab mohalle wale laaiqe itaab honge aur masjid ke aitkaaf se khali rehne ka vabaal poore mohalle per padega,
★ Jis masjid me namaz panj waqta bajama’at hoti ho usme aitkaaf ke liye bethna chahiye aur agar masjid esi ho jisme panj waqta namaz bajama’at na hoti ho, usme panj waqta namaz bajama’at ka intezam karna ahle mohalla per laazim he,
★ Aurat apne ghar me ek jagah namaz ke liye muqarrar karke waha aitkaaf Kare, usko masjid me aitkaaf me bethne ka sawab milega,
★ Aitkaaf me Quran majeed ki tilawat, Darood Sharif, Zikr v Tasbeeh, Dini ilm sikhna aur sikhana, Ambiya Alaihissalam, Sahaba kiram Raziyallahu anhum aur buzurgane deen ke halaat padna, sunna apna mamool rakhe,
★ Be-zaroorat baat karne se ayraaj kare, Aitkaaf me be-zaroorat aitkaaf ki jagah se nikalna jaa’iz nahi, varna aitkaaf baqi nahi rahega,
⇨ Yaad rahe k Aitkaaf ki jagah se muraad poori masjid he, jisme aitkaaf kiya jaye, khas wo jagah muraad nahi Jo masjid me aitkaaf ke liye makhsoos kar li jati he,
★ Peshab -Pakhana aur Gusl ke liye bahar Jana jaa’iz he, isi tarah agar ghar se khana lane wala koi na ho to khana khane ke liye ghar Jana bhi jaa’iz he,
*⚀•RєԲ:➻ Aapke Masa'il aur Unka Hal,3/322
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
الأربعاء، 13 مايو 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot