*✭ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
─━━━━━━━▩⊙▩━━━━━━━━━─
* 9 MINUTE ME 9 QURAN-E- KAREEM AUR 1000 AAYAAT KI TILAWAT KARNE KA SAWAAB *
┳┳─━━━━━━━━━━━━━━━━━─
Surat-ul-fatiha.
3 Martabah Parhne Ka Sawaab 2 Martabah Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Tafseere Mazhari-jild No 1,safa No 15,hazrat Abdullah Bin Abbas ؓ ]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Aayat-ul- Kursee.
4 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Musnade Ahmad Ba Hawala Tafseere Mawaahibur Rahman Jild No 1,safa No 11.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ul-zilzaal.
2 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Tirmizi Shareef Jild No 2.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ul- Qadr.
4 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Qur'aan Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Musnade Ahmad Jild No 1,safa No 282.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ul- Aadiyaat
2 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Mawaahib.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ut-takaasur.
1 Martabah Parhne Ka Sawaab 1000 Aayaton Ke Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Mishkaat Safa No 190.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ul-kaafiroon.
4 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Tirmizi Shareef Safa No 117,jild No 2.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-un-nasr.
4 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Quran Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Tirmizi Shareef Safa No 17,jild No 2.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
Surat-ul-ikhlaas.
3 Martabah Parhne Ka Sawaab 1 Qur'aan Parhne Ke Barabar Hai.
☛ *[ Bukhari Shareef Safa 750,jild No 2.]*
✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺≪≫✺
*Ramazan-ul-mubaarak Mei Har Neki Par 70 Gunaa Sawab Milta Hei....is Hisaab Se In Surato'n Ki Tilaawat Par 630 Quran Aur 70,000 Aayaat Ki Tilawat Ka Sawaab Sirf 9 Mint Me Haasil Kiya Jaa Sakta Hai.*
*Allaah ﷻ Hame'n Quran-e-kareem Ki Zyaada Se Zyaada Tilawat Karne Ki Aur Us Par Amal Karne Ki Taufique Marhamat Farmaye, Aameen.*
┳┳─━━━━━━━━━━━━━━━━─
✭
✭
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
→ *_pαdhє_*
→ *_αmαl kαrє_*
→ *_duѕrσ tαk pαhσchαчє_*
*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐚𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩_*
https://chat.whatsapp.com/D1sNmtY5vyPEjRNVERN4FG
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥