*MILL AUR KAAR KHANO & BECHNE KI CHEEZ KE KACHCHE SAAMAN PAR ZAKAT*
AAJ KA SAWAL NO.2122
Mil aur kaarkhano ki machinery aur raw material ki zakat ka kya hukm hai ?
JAWAB
حامدا و مصلیا و مسلما
Kaarkhana aur mill ki imaarat aur machine vagera per zakaat Farz nahi, lekin usme Jo maal taiyyar hota he us per zakaat Farz he,
isi tarah Jo Kachcha Maal ( Raw material ) Kaarkhane me samaan taiyyar karne ke liye rakha he, us per bhi zakaat Farz he,
Kitabul masauli 2/137
Durre Mukhtar, Shami,
و اللہ اعلم
IMRAN ISMAIL MEMON HANFI GUFIRA LAHOO
USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
*_Join Telegram Channel_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
الجمعة، 5 يونيو 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot