☆❉
☆❉
╭•═════•✭﷽✭•════•╮
☛ ° *JUMMA KE DIN KI AHMIYAT AUR FAZILAT* °
╭•◆•Jumma ko ‘Sayyedul Ayyam’ kaha jata hai Ya’ni Hafte ke sab dino ka sardar.
╭•◆•Jumma sab se afzal din hai aur is me mo’min ki dua ALLAH ta’ala jaldi qubool karta hai aur uski rehmato ki baarish khas aur ziyada hoti hai.
╭•◆•Jumma ki kuch khas fazeelaten hain
╭•◆• Mahfum-e-Hadees: RasuLuLLah ﷺNe Farmaya Jumma Ke Din-Raat Me 24 Pal Hai, Har Ghante Me Allah Ta’ala 6lakh Jahannamiyon Ko Jahannam Se Azaad Kar Deta Hai,
☛ ° *[ Abu Ya’ala. ]* °
╭•◆Mahfum-e-Hadees:
Rasool’Allah ﷺ ne farmaya:
‘‘ Behtareen din, jis par Suraj Tuloo hokar Chamke, Wo Jumma ka din hai, isi din Aadam (A.S.) paida hue, isi din jannat me Dakhil kiye gaye, isi din Jannat se (Zameen par) Utaare gaye aur Qayamat bhi Jumma ke Din Qayem hogi.’’
☛ ° *[ Muslim: al Jumma 854 ]* °
╭•◆• Mahfum-e-Hadees: RasuLuLLah ﷺNe Farmaya jo Shakhs Jumma Se Pehle aur Jumma ke baad 4 Rakat Pabndi se Padhega Allah Uss Par Dozakh ki Aag Haram farma dete he
☛ ° *[ Masaile Jumma: 268 ]* °
╭•◆• Mahfum-e-Hadees: RasuLuLLah ﷺ Ne Farmaya
Aye Musalmano Ke Giroh ! Beshaq Ye Jumma Woh Din Hai Jisko Allah Ne Eid Banaya Hai.
☛ ° *[ Mishkat Hadees No 123 ]* °
╭•◆• Mahfum-e-Hadees: Abdullah bin amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis musalman ki wafat Juma ke din ya Juma ki raat ko hoti hai usko Allah subhanhu Qabr ke fitne se mehfooz rakhta hai
☛ ° *[ Jamia Tirmizi, Vol 1, 1063-Hasan ]* °
╔┅┅┐
◉ ⚀⊙:➻┐
→ *_pαdhє_*
→ *_αmαl kαrє_*
→ *_duѕrσ tαk pαhσchαчє_*
*_Join Telegram Channel_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
الجمعة، 5 يونيو 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot