मुसलमान औरतों के लिए गैर मुस्लिम औरतों से परदह ज़रूरी
आज का सवाल नंबर २३६४
मुसलमान औरत को काफ़िर गैर मुस्लिम औरत से पर्दा करना कैसा है ?
कौन से आज़ा'अ -जिस्म के हिस्से उन के सामने खोल सकते हैं और कौन से नहीं ?
जवाब
حامدا و مصلیا مسلما
काफी औरतें जैसे धोबन, भंगन, कामवाली, ईस्त्रीवाली, सब्ज़ीवाली, वग़ैरह जो घरों में जाती है उन का हुक्म ये के जितना पर्दा ना-महरम मर्द से है उतना ही पर्दा इन औरतों से भी (एहतियातन) वाजिब (ज़रूरी) है।
गट्टे-पहोंचो तक हाथ, तखने तक पेर के अलावह और (चेहरे के सिवा) किसी एक बाल का भी खोलना उनके सामने दुरुस्त नहीं। इस मसअले को खूब याद रखो।
सब औरतें इसके खिलाफ करती है, गरज़ सर और सारा हाथ और पिंडली उन के सामने मत खोलो।
उनके सामने कामकाज करने में या उनसे कोई काम लेने में चेहरा, हाथ, पैर ज़ाहिर हो जाए तो उसमें कोई हरज नहीं।
(शरीअत की हिकमत इस में ये है के इन औरतों में एहतियात नहीं होती। ये हमारी औरतों का हुस्न जमाल मरदों के सामने बयान करती और दोनों का ताल्लुक़ पैदा करने का वास्ता बनती है।
अगर मुसलमान औरत हो लेकिन फासीक-फजिरह हो यानि खुल्लम खुला गुनाह में मुब्तला हो और बे-बरदह ही घूमती हो उन से भी मुस्लमान औरत को एहतियान ऐसा ही पर्दा करना ज़रूरी है, क्यूँ के वह भी ज़िना में मुब्तला करने का ज़रिया बन सकती है)
و الله اعلم بالصواب
दरसी बहिश्ती ज़ेवर औरतों के किये सफा ३०२
शामी ६/३७१
*इस्लामी तारीख़*
१६ जमादी~उल~आखरी १४४२ हिजरी
मुफ़्ती इमरान इस्माइल मेमन
उस्ताज़े दारुल उलूम रामपुरा, सूरत, गुजरात, इंडिया.
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
MUSALMAN AURTON KE LIYE GAIR MUSLIM AURTON SE PARDAH ZAROOREE
AAJ KA SAWAL No.2364
Musalman aurat ko kafir Gair Muslim aurat Se parda karna kaisa hai?
kaun se aaza'a-jism ke hisse un ke samne khol sakte hain aur kaun se nahin?
*JAWAB*
حامدا و مصلیا مسلما
Kafi aurten Jaise dhoban,Banghan,kaam wali stri wali, sabziwali, vagairah jo gharon me aa jaati Hai un ka hukm ye ke jitna parda na mahram mard se hai utna hee parda in auraton se bhi (aehtiyaatan) Wajib (zarooree) hai, gatte-pahoncho Tak hath,takhne tak pair ke alava aur kisi (chehre ke siwa) Ek Bal ka bhi kholna unke samne durust nahin is masale ko khoob yad rakho sab auraten iske khilaf karti hai garz sar aur sara hath aur pidli un ke samne mat kholo.
un ke samne Kaam- kaaj karne ya un se koi kaam lene me chehra,hath,pair) Zahir ho jaye to us me koi haraj nahi
(Shareeat ki hikmat is me ye hai ke in aurton me aehtiyat nahi hoti. ye hamari aurton ka husn jamal mardon ke samne bayan karti aur dono ka talluq paida karne ka wasta banti hai. Agar muslman aurat ho lekin fasiqh-fajirah ho yani khullam khula gunah me mubtala ho aur be bardah hee ghumti ho un se bhi musalman aurat ko aehtiyan aesa hi parda karna zarooree hai kyun ke woh bhi zina me mubtala karne ka zariyah ban sakti hai)
و الله اعلم بالصواب
DARSEE BAHISHTEE ZEWAR AURTON KE KIYE SAFA 302
KIFAYATUL MUFTI 5/392.
AAP KE MASAIL 8/65
SHAMI 6/371
* ISLAMI TAREEKH* :
16 JUMADIYUL UKHRA 1442 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India.
*ILmi Baat (Msg) Sikhaana (Phelana) Ibadat Se Behtar hai*
*DEEN SEEKHE AUR SIKHAYE
ROZANA 4 ZABAN URDU, ENGLISH, HINDI, GUJRATI ME AUR URDU AUDIO ME SIRF EK MASLA AUR QURAN KA PAIGAM HEE BHEJA JAYEGA
*PURANE SAWAL JAWAB DEKHE*in
Post Top Ad
Your Ad Spot
السبت، 30 يناير 2021
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

