𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الثلاثاء، 2 فبراير 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

╭ *﷽* ╮
┌═
┇ *ِHALAAL - HARAAM*
┻───────────────✿
*★ POST NO-63 ★*

┅┈•✿ ͜✯  ͜͡ ۝͜͡  ✯͜ ✿•┄┅​

*╠☞ Satar Per Nazar Daalne Ki Hurmat _,*

❀__ Satar se nigaaho ko Bachana zaruri hai ,Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ne Satar per Nazar Daalne se Mana farmaya hai Khwaah koi Mard kisi Mard ke Satar per Nazar daale ya Koi Aurat kisi Aurat ke Satar per Nazar daale, Khwaah Shehwat ki nazar daali Jaye ya bager Shehwat ke , Aap Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya :- "_ Koi Mard kisi Mard ke Satar per Nazar na daale aur na koi Aurat kisi Aurat ke Satar per Nazar daale, Aur na Mard Mard ke Saath ek Kapde mai ho Jaye aur na Aurat Aurat ke Saath ek Kapde mai ho Jaye _," *( Muslim -338 )*

❀__ Mard Ka Satar Jesa k Hadees mai aaya hai aur Jis per Nazar daala kisi Mard v Aurat ke liye Jaa'iz nahi ,Naaf aur Ghutne ke darmiyan Ka hissa hai ,Aurat Ka Satar Ajnabi Mard ke liye uska poora Jism hai ,Bajuz Chehra aur Hatheliyo ke ,

"_Satar per Nazar Daalne ya chhoone ki Hurmat Esi Soorat mai hai k koi Majboori ya zarurat laahiq na ho ,Lekin agar Waaqa'i koi zarurat ya Majboori pesh aa Jaye Maslan -Tibbi imdaad ya ilaaj ki zarurat ho to fir Hurmat zaa'il ho jati hai,

* Islam mai Haraam v Haraam -227_,*

┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━╯
        ┇ *_ हलाल - हराम _*
        ┻───────────────✿
*╠☞ सतर पर नज़र डालने की हूरमत_,*

*❀__सतर से निगाहों को बचाना ज़रूरी है, नबी करीम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने सतर पर नज़र डालने से मना फ़रमाया है, ख्वाह कोई मर्द किसी मर्द के सतर पर नज़र डाले या कोई औरत किसी औरत के सतर पर नज़र डाले, ख्वाह शहवत की नज़र डाली जाए या बगैर शहवत की, आप सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने फ़रमाया:-"_कोई मर्द किसी मर्द के सतर पर नज़र डाले और ना कोई औरत किसी औरत के सतर पर नज़र डाले, और ना मर्द मर्द के साथ एक कपड़े में हो जाए और ना औरत औरत के साथ एक कपड़े में हो जाए_" *(मुस्लिम-338)*

*__मर्द का सतर जैसा के हदीस में आया है और जिस पर नज़र डाला किसी मर्द व औरत के लिए जायज़ नहीं, नाफ और घुटने के दरमियान का हिस्सा है, औरत का सतर अजनबी मर्द के लिए उसका पूरा जिस्म है, बजुज़ चेहरा और हथेलियो के_,"*

*__सतर पर नज़र डालने या छूने की हुरमत ऐसी सूरत में है कि कोई मजबूरी या ज़रूरत लाहिक ना हो, लेकिन अगर वाक़ई कोई ज़रूरत या मजबूरी पेश आ जाए मसलन - तिब्बी इमदाद या इलाज की ज़रूरत हो तो फिर हुरमत ज़ाइल हो जाती है_,"*

* इस्लाम में हलाल व हराम 227_,* 
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫https://www.youtube.com/IslamicMsgOfficial
Subscribe Our YouTube Channel

https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

Telegram https://t.me/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot