𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Friday, February 5, 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

╭ *﷽* ╮
┌═
┇ *ِHALAAL - HARAAM*
┻───────────────✿
*★ POST NO-66 ★*

┅┈•✿ ͜✯  ͜͡ ۝͜͡  ✯͜ ✿•┄┅​

*╠☞ Istamna ( Haath Se Mani Khaarij Karne) Ka Hukm _,*

❀__ Kabhi esa hota hai k Nojawano ke Khoon mai tabayi Tor per tehreek Paida ho jati hai aur Wo Apne Haath se Mani Khaarij karte hai'n Taki Unke A'asaab ko Araam mile aur Josh Thanda ho Jaye ,Aksar Ulma ke nazdeek ye Haraam hai ,

❀__ Imaam Ahmàd reh. ki Raay ese Halaat mai akhtyar ki ja saKti hai Jabki Shehwani khwahishaat Ka Galba aur Haraam ke irtkaab Ka Andesha Paida ho Jaye , Misaal Ke Tor per koi Nojawano Jo Zere Taleem ho ya Watan se door kisi maqaam per Kaam kaaj karta ho aur Jinsiyaat wale mahol se uska waasta pad Raha ho aur is Bina per Wo Takleef aur Pareshani Mehsoos karta ho to Esi Soorat mai agar Wo is zariye ko akhtyar Kar ke Joshe Tabayi ko thanda karta hai to usme koi harj nahi hai Basharte k is maamle mai had se tajawuz na Kare aur iska Aadi na ban Jaye ,

❀__Lekin isse Behtar Tareeqa Wo hai Jiski taraf Rasoole Kareem Sallallahu Alaihivasallam ne rehnumayi farmayi hai aur Wo ye hai k Nojawan Musalman Nikaah na Kar Sakta ho Wo Ba Kasrat Roze rakhe k Roza ,Shehwat Ko Tod deta Hai, Sabr ki Taleem deta hai ,Taqwe ki salahiyat aur Allah ki nigrani Ka tasavvur zehan mai Paida karta Hai, Chunache Aap Sallallahu Alaihivasallam Ka irshad hai :-

"__ Ey Nojawano ! Tumme se Jo Shakhs Nikaah ki isteta'at rakhta ho use chahiye k Shaadi Kare , Kyunki ye Nazro ko nicha rakhne aur Sharmgah ki Hifazat Ka zariya hai , Lekin Jo Shakhs Nikaah ki isteta'at na rakhta ho use Roza rakhna chahiye k Roza Shehwat ko tod deta hai _," *( Bukhari-5065, Muslim-1400)*

* Islam mai Haraam v Haraam-Haraam-251*

┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━╯
        ┇
        ┻───────────────✿
*╠☞इस्तम्ना(हाथ से मनी खारिज करने का हुक्म_,*

*❀__कभी ऐसा होता है के नौजवानों में तबई तौर पर तहरीक पैदा हो जाती है और वो अपने हाथ से मनी खारिज करते है ताकि उनके आसाब को आराम मिले और जोश ठण्डा हो जाए, अकसर उलमा के नज़दीक ये हराम है,

__इमाम अहमद रहे. की राय ऐसे हालात में इख्तियार की जा सकती है जबकि शहवानी ख्वाहीशात का गलबा और हराम के इर्तेकाब का अंदेशा पैदा हो जाए, मिसाल के लिए कोई नौजवान ज़ेर ए तालीम हो या वतन से दूर किसी मक़ाम पर काम काज करता हो और जिन्सीयात वाले माहौल से उसका वास्ता पड़ रहा हो और इस बिना पर वो तकलीफ़ और परेशानी महसूस करता हो तो ऐसी सूरत में अगर वो इस ज़रिए को इख्तियार कर के जोशे तबई को ठंडा करता है तो उसमे कोई हर्ज नहीं है बशर्ते के इस मामले में हद से तजावुज़ ना करे और इसका आदी ना बन जाए,

__लेकिन इससे बेहतर तरीक़ा वो है जिसकी तरफ रसूले करीम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने रहनुमाई फ़रमायी है और वो ये है के नौजवान मुसलमान निकाह ना कर सकता हो तो वो बाकसरत रोज़े रखें के रोज़ा, शहवत को तोड़ देता है, सब्र की तालीम देता है, तक्वे की सलाहियत और अल्लाह की निगरानी का तसव्वुर ज़हन में पैदा करता है, चुनांचे आप सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम का इर्शाद है:- "__ ऐ नौजवानों! तुममें से जो शख़्स निकाह की ताक़त रखता हो तो उसे चाहिए की निकाह करे, क्यूँकि ये नज़रो को नीची रखने और शर्मगाहक की हिफाज़त का ज़रिया है, लेकिन जो शख़्स निकाह की ताकत ना रखता हो उसे रोज़ा रखना चाहिए के रोज़ा शहवत को तोड़ देता है_," *(बुख़ारी-5065/मुस्लिम-1400)*

* इस्लाम में हलाल व हराम 251_,* 
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫https://www.youtube.com/IslamicMsgOfficial
Subscribe Our YouTube Channel
❦❦❦❦
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
⇧⇧ Aaj Ki Baat Ke Pichhle Sabhi msgs Ke Liye Link Per Jaye,

Telegram https://t.me/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot