𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الجمعة، 12 نوفمبر 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post


▤━─━─━▓━﷽━▓━─━─━▤
*⊙ TOHFA E KHAWATEEN ⊙*
┗───┯ ✿ *posт ղo☞77*
•═══▦☆☆▦═══•
*FAZA'ILE QUR'AN-ZIKRULLAH*
⊙———⊙———⊙———⊙———⊙
*┱✿_ Surah Baqrah Ki Aakhri Do Aayato Ki Fazilat _,*
*┱_ Surah Baqrah ki Aakhri do Aayate ke padhne ki bhi bahut Fazilat hai , Aakhri Aayat mai Duae’n hai’n Jo bahut zarurat ki Duae’n hai’n aur in Duao’n ki qubuliyat ka vaada bhi hai ,*

*┱_ Huzoor Aqdas Sallallahu Alaihivasallam ne ek Din farmaya k is waqt Aasmano ka ek darwaza khola gaya hai Jo isse Pehle kabhi nahi khola gaya tha, is darwaze se ek Farishta naazil hua hai Jo Aaj se Pehle Zameen ki taraf kabhi naazil nahi hua ,is farishte ne Aap Sallallahu Alaihivasallam ko Salaam kiya aur Kaha – Aap Sallallahu Alaihivasallam khush khabri qubool farmaye esi do cheezo ki Jo saraapa Noor hai ,Aap Sallallahu Alaihivasallam se pehle kisi Nabi ko nahi di gayi ,*
*1– Faatihatul Kitaab ( Yani Surah Alhamdo Sharif )*
*2- Surah Baqrah ki Aakhri Aayaat ( in dono mai Duae’n hai’n) Allah ka ye Vaada hai k in me se Dua ka Jo bhi hissa Aap Sallallahu padhenge Uske mutabiq Allah Ta’ala Aapko zaroor ataa farmayenge _,”*

* Muslim Sharif _,*
•═══▦☆☆▦═══•
*Ref- TOHFA E KHAWATEEN_,* ┏─═┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄✪
https://T.me/IslamicMsgOfficial

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot