ko ghar ki malikah (rani, Queen) banaya hai.
12. Shadi baad mard ko koi dusri aurat pasand aa rahi hai, ya aurat ko koi aur mard pasand aa raha hai aur dil udhar hi lag jaye aur miya bivi ka ek ka dusre se dil hi uthh jaye aur ek dusre ke huqooq ada karne me kotahi hone lage to talaq na hoti to dono galat ta'lluqat paida kar lete ya puri zindagi pasandeedah partner ke liye bechan rehte.
*NOTE* Yun na kahe ham cort se talaq le lenge cort se talaq lene me hazaron rupiye ka kharch aur fesla aate aate salo saal nikal jate hai tab tak upar likhi gai aksar kharabiyan paida ho chuki hoti hain aur gair muslim judje ka fesla jo shareeat ke khilaf ho saheeh nahi us se nikah khatm nahi hota.
RAHMATULLAHI WASIAA SHARHE HUJJATULLAHI BALIGAH 9/139 SE MAKHOOZ
BA IZAFAH E KASEERAH AZ AHQAR IMRAN MEMON.
KITABUL MASAIL 10/93
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.
Post Top Ad
Your Ad Spot
الأربعاء، 1 ديسمبر 2021
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot