✦✦
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
*ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
▓▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▓
✿ *HAJJ KE AHKAAM* ✿
▍posт ղo-23 ▍
▔▔▔▔▔
*☞ Wajibaate Hajj ✦*
*⇰ Hajj ke Chh ( 6 ) wajibaat he’n,*
*✯_ 1- Muzdalfa me waqoof ke waqt Fajar ke baad Roshni achchhi tarah felne tak theharna,*
*✯ 2- Safa aur Marva ke darmiyan Sa’i karna,*
*✯ 3- Rami Jam’ar karna yani Kankriya maarna,*
*✯ 4- Qarin aur Mutmata ko Qurbani karna,*
*✯ 5- Halaq yani Sar ke Baal mundwana ya takseer yani Katarwana,*
*✯_ 6- Afaaqi yani Miqaat se bahar rehne wale ko Tawafe Vida karna,*
* Hindiya, 1/ 219,*
*Note: –1-Qaarin –Jiska ahraam Hajj v Umrah dono ka he,*
*2- Mutmatta– Jisne Umrah karke Ahraam khol diya he,*
* Fiqhul ibadaat , Safa no 358,*
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
✦✦
Post Top Ad
Your Ad Spot
الثلاثاء، 24 مايو 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

