╓━════◐◐◑════━╖
*بسم الله الرحمن الرحيم*
╙━════◐◐◑════━╜
*Islam Mein Aurat Ka Maqam*
•─━━━━━══════━━━━━─•
*⚄ PART- 01 ⚄*
*·•●✿ Islam Mein Aurat Ka Maqam*
*Wo Log Kis Qadar Sakht Dil Honge Jo Apni Betiyon Ko Zinda Dafan Kar Diya Karte The Dafan Hone Wali Masoom Bachiyon Ki Cheekh Phukar Unke Kaanon Mein Padhti Hongi Magar Unka Zameer Unko Jhin Jhodta nahi Hoga. Aise Halat Mein Nabi e Akram ﷺ Ne Apne Do Ungliyon Ka Ishara Kar Ke Farmaya Jis Aadmi ke Ghar Mein Do Betiyan Ho Wo Unki Acchi Parwarish kare Yaha tak Ki Unka Nikah Karde To Wo Admi Jannat Mein Mere Saath Aise Hoga Jaise Haath Ki Do Ungliyaan Ek Dusre Ke Saath Hoti Hain.*
* Islam Mein Aurat Ka Maqam*
* Shaykh Zulfiqar Ahmad Naqshbandi*
*NEXT PART 02 IN'SHA ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═─────────────────═━

