𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأحد، 3 يوليو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

☆❖❖☆

╭•═════•✭﷽✭•════•╮
╭ * AHKAAME MAYYAT * ╮
*╂────────────────╂*
*★ POST NO-25 ★*
*╂───────────╂*
*╠☞ Namaze Janaza Farz Hone Ki Shara'it ,*

*✿_ Namaze Janaza Farz hone ki wahi sharte he’n jo aur Namazo ke liye he’n ,yani Qudrat ,Balug aur Islam ,albatta isme ek shart aur zyada he aur Wo ye k us shakhs ki maut ka ilm bhi ho ,pas jisko ye khabar na hogi Wo mazoor he ,Namaze Janaza us per Farz nahi,*
*_ Bahishti Gohar,*

*✿_ Namaze Janaza ke sahi hone ke liye 2 qism ki sharte he’n ,ek qism ki Wo Jo Namaz padhne walo me payi jani zaruri he, Wo wahi he Jo aur Namazo ke liye he’n ,yani taharat ,Satar,Qibla ki taraf moonh karna aur Niyat,*

*✿_ Albatta Namaze Janaza ke liye tayammum, Namaz na milne ke khof se jaa’iz he, Maslan Namaze Janaza ho rahi ho aur Vazu karne me ye andesha ho k Namaz khatm ho jayegi to tayammum karke Namaz padh Lena chahiye,*
*⇛Agarche pani mojood ho ,ba khilaf aur Namazo ke k unme agar waqt chale Jane ka khof ho tab bhi pani per qudrat ki soorat me tayammum jaa’iz nahi,*
*_ Bahishti Gohar,*

*_Ref✿┅╮*
*↳ Ahkaame Mayyat, Safa- 62"*   
*(Hazrat Dr. Muhammad Abdul Ha'i Sahab Aarifi Reh.)*
     .     ═══─┉●┉─═══
        ║ *Talibe Dua_*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
╘═━┅━┅━┅━┅┅━┅┅━┅┅━┅━┅═╛

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot