⚂⚂⚂.
▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁
✮┣ l ﺑِﺴْـــﻢِﷲِﺍﻟـﺮَّﺣـْﻤـَﻦِﺍلرَّﺣـِﻴﻢ ┫✮
⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙
*■ RAHMATULLIL AALAMEEN ■*
*صلى الله على محمدﷺ*
⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙══⊙
★ *Part–285_* ★
─━━━════●■●════━━━─
*❀_ Anas bin Maalik Raziyallahu Anhu ke liye Dua :-*
*"_ Sahiheen me Anas bin Maalik Raziyallahu Anhu se Rivayat hai k Nabi ﷺ ne mujhe in Alfaz me dua di thi:- "Allahumma Aksir ma lahu wa Waladahu wa Baarik Lahu ma Razaqtahu _,"*
*"_ Ilaahi iske maal iski Aulaad ko badha aur jo kuchh tu ise ata farmaye usme Barkat de _,"*
*★_ Anas Raziyallahu Anhu kehte hai'n - Ba Khuda ! Mere paas maal Kaseer hai aur mere Beto aur Poto Ka Shumar Ek So ( 100 ) ke qareeb tak hai _,"*
*_( Bukhari - 1982, Muslim - 6372, Tirmizi -3829, Musnad Ahmad- 3/1083, 188)*
*★_ Tirmizi aur Bahyqi me Abul Aaliyah se Rivayat hai k Anas Raziyallahu Anhu ke paas ek baag tha Jiske darakht saal me do dafa phal diya karte, Us Baag ka Ek esa Phool tha jiski khushbu kastoori jesi thi _,"*
*_ ( Tirmizi- 3833, Dala'il Al-Nabuwat v Bahyqi -6/195)*
*Rahmatullil Aalameen, (Musannif- Qazi Muhammad Suleman Salman Mansoorpuri Reh.)-734,* ┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━┵
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
⚂⚂⚂
Post Top Ad
Your Ad Spot
Thursday, September 15, 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

