تراویح کے مسائل
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
ﺴــــــــــــــوال نمبر:۔۲
تراویح کا وقت کب سے کب تک ہے؟
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️️
جواب
تراویح کا وقت عشاء کے بعد سے صبح صادق تک ہے۔ بہتر ہے کہ وترکی نماز تراویح کے بعد پڑھی جائے، لیکن اگر وتر کے بعد بھی تراویح پڑھیں تو بھی شرعاً درست ہے۔
(در مختار زکریا ۲؍۴۹۳، ۴۹۴مستفاد کتاب المسائل:۱؍۴۸۴)
فقط واللہ سبحانہ وتعالیٰ اعلم
مفتی محمد بلال یوسف شیخ باندرہ ممبئی
----------------------------------------- ️
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
SAWAAL NO. 2
Taraaweeh Ka Waqt Kab Se Kab Tak Hai?
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️
JAWAAB :
Taraaweeh Ka Waqt Isha Ke Baad Se Subah Saadiq Tak Hai. Behtar Hai Ke Witr Ki Namaaz Taraaweeh Ke Baad Padhi Jaaye, Lekin Agar Witr Ke Baad Bhi Taraaweeh Padhen To Bhi Shar’an Durust Hai.
[Durr-e-Mukhtaar Zakarya 2/493,494 Mustafaad Kitab-ul-Masaail:1/484]
Faqat Wallahu Subhaanahu Wa Ta'ala A'lam
Mufti Muhammad Bilal Yusuf Shaikh Bandra Mumbai
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
Post Top Ad
Your Ad Spot
Friday, March 31, 2023
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail SAWAAL NO. 2
Tags
# Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot