*رمضان المبارک کے مسائل*
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
*ﺴــــــــــــــوال نمبر:۔* ۱۷
حیض اور نفاس والی عورت کے لیے روزہ کا کیا حکم ہے؟
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️️
*جواب*
حیض اورنفاس والی عورتوں کے لئے روزہ رکھنا جائز نہیں ،لیکن بعد میں ان چھوٹے ہوئے روزوں کی قضا لازم ہے۔
(شامی زکریا ۳؍۳۳۱،ہندیۃ ۱؍۱۹۵)
فقط واللہ سبحانہ وتعالیٰ اعلم
مفتی محمد بلال یوسف شیخ باندرہ ممبئی
----------------------------------------- ️
*Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail*
▬▭▭▭▭▭▭▭▭▭▬
*SAWAAL NO.* 17
Haiz Aur Nifaas Waali Aurat Ke Liye Roze Ka Kya Hukm Hai?
▫️▪️▫️▪️▫️▪️▫️▪️
*JAWAAB :*
Haiz Aur Nifaas Waali Aurton Ke Liye Rozah Rakhna Jaaiz Nahin, Lekin Baad Mein In Chhoote Huye Rozon Ki Qaza Laazim Hai.
(Shaami Zakariya:3/331, Hindiyah:1/195)
Faqat Wallahu Subhaanahu Wa Ta'ala A'lam
Mufti Muhammad Bilal Yusuf Shaikh Bandra Mumbai
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
Post Top Ad
Your Ad Spot
Friday, March 31, 2023
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail SAWAAL NO.17
Tags
# Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Ramazaan ul Mubaarak Ke Masaail
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot